Hello dosto,
Swagat hai aapka Digital Expert Choice mein.
Aaj ham aapko Vidmate ke adult notification ko band karne ke baare mein batayenge.
To is post ko last tak dhyan se padhiye.
To chaliye ham aaj ki apni ye post shuru karte hain.
Jaisa ki hamne aapko apni pichhali post mein bataya tha ki vidmate ko kaise download karein agar aapne nahi padha hai to yaha se aap use padh sakte hain -Vidmate ko kaise download karein?
Vidmate ko download karne ke baad ham ye dekhte hain ki adult notifications aur videos jyada hi show ho rahi hain to uske liye hame kya karna hoga ki>
1st Method>>
Sabse pahle VidMate ko open karein aur uske settings me jaaye.Uske baad usme Adult content ke option ko band kar dein.
Agar aisa karne ke baad adult content show hona band naa karein tab aap
2nd Method>>
Apne mobile ke settings ko open karein uske baad usmein "Apps & Notifications" ke option ko khole. ab aap uske "Notification" par click karein. Uske baad "Block all" pe click karke app ki saari notifications ko band kardein. Ab 100% koi bhi notification us app dwara show nahi kiya jaayega.
I hope ki ye post aapko achhi lagi hogi. Agar ye post aapko achhi lagi ho to is post ko like karna aur apne dosto mein share karna naa bhoolein.
Dhanyawad !
0 Comments
Please make a comment of your query/suggestion or FeedBack