How to set Video as Desktop Wallpaper

Hello dosto,
Ek baar aap sabhi ka fir se swagat hai Digital Expert Choice mein.
Aaj ham aapko batane wale hain ki kaise aap apni pasand ke video ko desktop ka wallpaper bana sakte ho.

How to set Video as Desktop Wallpaper?

  1. VLC media player ko open karein
  1. uske baad Tools > Preferences or press CTRL + P uske baad video ko select karein left panel se.
  1. Uske baad DirectX video output pe click karein. jaisa ki image mein dikhaya gaya hai.


  • sabhi changes ko save karein aur VLC media player ko restart karein.
  • ab kisi bhi video ko chalaye jise aap wallpaper set karna chahte hain.
  • Uske baad video option pe click karein aur DirectX wallpaper ko select karlein. jaise ki image mein dikhaya gaya hai.



  • Iske baad VLC ko minimize kar dein.
  • Ab aap dekhenge ki aapki video Desktop pe wallpaper ki tarah set ho gayi hai.
  • Agar aap apna purana wallpaper fir se wapas lagana chahte hain to aapko fir se us list mein se DirectX wallpaper ko uncheck kar dena hoga.

I hope ki ye post aapko achhi lagi hogi. Agar ye post aapko achhi lagi ho to is post ko like karna aur apne dosto mein share karna naa bhoolein.
Dhanyawad ! 
Reactions

Post a Comment

0 Comments