Android phone me chori se photo kaise le kisi ko pata na chale


Hi dosto ,Agar aap chahte hai ki aap bina kisi ke pata chale kisi ki photo kheench le ,to aapko bata du ye possible hai .Humara android phone bahut kuchh kar sakta hai jo hum soch bhi nhi sakte hai.Agar aapka mobile koi friend  liye huye hai aur aapne spy camra activate karke rakha hai apne mobile me to wo uski photo shoot karta rahega time to time aur aapke friend ko maloom bhi nhi padega ,yanhi nhi hum Jo app share karne ja rahe hai usse aap silently video bhi bana skate ho kisi ki aur usko pata bhi naa chale.
To chaliye jyada time naa lete huye seedhe process ko batata hoon.
 
Step:1) Sabse pehle aapko apne mobile me ek software download karna hoga jiska nam hai Quick Camera ,aap isko google play store se download kar sakte hai ya fir neeche di gayi link se direct download kar skate hai.
Original Link is not working. Same app link available.
Step:2) Quick Camera ko download karne ke baad isko install kar lena apne phone me.
 
Step:3) Ab Quick Camera  software ko open karna

Step:4) jaise hi ap open karenge Quick Camera app ko to aapko kuchh setting karni hongi ,simply aap apne hisab se setting kar dijiye
 
Step:5) Ab kya bas aapka spy app taiyar hai chori se photo lene ke liye,aur aapko darne ki bhi jarurat nhi hai kyonki ye photo kheenchte samay kisi bhi prkar ki aawaj nhi karta hai matlab capturing sound nhi nikalta hai,isse aapke friend ko bhi nhi pata chalta hai.
Ye secretly photo kheenchne ka sabse achha tarika hai ,baise google play store par Quick Camera jaise aur bhi spy app hai ,aap google play store par jakar check kar sakte hai .
Agar aapko mera ye post pasand aaya ho to please isko share karna nhi bhooliye,Aaapke support ke bina main is knowledge ko aage tak nhi pahucha sakta ,isiliye mere post ko share karke  meri help kijiye taaki main aapke liye ek se badhkar ek tricks aur hack la saku ,post ko share karne ke liye aap neeche di gayi share buttons ka prayog kar sakte hai…..Dhanyabaad Aaapka din achha ho
Reactions

Post a Comment

0 Comments